魔鏡歌詞網
魔鏡歌詞網 > 歐美歌手 > K.L.Saigal > Ghazals of K.L.Saigal - Vol-5 > Ishq Khud Mayile

K.L.Saigal



歌詞
專輯列表

K.L.Saigal

Ishq Khud Mayile

Song- Ishq khud maa'il-e-hijaab hai aaj (Saigal NFS) (1940) Singer-K L Saigal, Lyrics-Seemaab Akbarabadi
haaa haaa heyyyy
ishq khud maa'il-e-hijaab hai aaj
ishq khud maa'il-e-hijaab hai aaj
ishq khud maa'il-e-hijaab hai aaj
husn majboor-e-iztiraab hai aaj
husn majboor-e-iztiraab hai aaj
naalaah-e-dil ko dil se laag nahin
naalaah-e-dil ko dil se laag nahin
naghmaah-aazurdah-e-rubaab hai aaj
naghmaah-aazurdah-e-rubaab hai aaj
mai-kadaa gham-kadaa hai tere bagair
mai-kadaa gham-kadaa hai tere bagair
mai-kadaa gham-kadaa hai tere bagair
sarnigoon sheeshaa-o-sharaab hai aaj
sarnigoon sheeshaa-o-sharaab hai aaj
ishq khud maa'ile-hijaab hai aaj
ishq khud maa'ile-hijaab hai aaj
zindagi mein
zindagi jis mein saans leti thhee
zindagi jis mein saans leti thhee
wo zamaanah khayaal-o-khwaab hai aaj
wo zamaanah khayaal-o-khwaab hai aaj
wo zamaanah khayaal-o-khwaab hai aaj
ishq khud maa'ile-hijaab hai aaj
mit gaye dil ke wal'valey 'seemaab'
mit gaye dil ke wal'valey 'seemaab'
khatm afsaanaa-e-shabaab hai aaj
khatm afsaanaa-e-shabaab hai aa

ishq khud maa'il-e-hijaab hai aaj
husn majboor-e-iztiraab hai aaj
Today, the lover's passions are possessed with reticence, they are restrained; and the beloved is helpless and anxious.
ishq = fervent love, passion; also representing the male half of a lovers' pair
khud = (it)self
maa'il = attracted, obsessed
hijaab = bashfulness, reticence, modesty, veil (burqaa)
hai = is
aaj = today
husn = beauty, elegance; also representing the female half of a lovers' pair; beloved; the object of ishq's attention and preoccupation
majboor = helpless, compelled
iztiraab = impatience, restlessness, anxiety, commotion, disturbance
naalaah-e-dil ki dil se laag nahin
naghmaah-aazurdah-e-rubaab hai aaj
The lamentations of heart are as if dissociated from the heart today. The song that used to play melodies of joy on the instrument of heart, is evoking a gloomy and dejected echo today.
The first line in this verse is so wonderfully crafted. 'Laag' is animosity, hostility. The poetic intent here is that even in hostility there is a relationship, a connectedness; it is not an indifference. But today, the heart does not feel connected or does not care even, for the sorrow and weeping emanating from it.
naalaah = plea, entreaty, lamentation, moan
dil = heart
ki = of
更多更詳盡歌詞 在 ※ Mojim.com 魔鏡歌詞網
laag = animosity, dislike, hostility; the root word is 'lag', to be connected; even in hostility there is a relationship
nahin = not
naghmaa = song, melody
aazurdah = afflicted, suffering, dejected, gloomy, angry
rubaab = a musical instrument
hai = is
aaj = today
mai-kadaa gham-kadaa hai tere bagair
sarnigoon sheeshaa-o-sharaab hai aaj
O my beloved, without you, the tavern where the wine of happiness used to flow, is a desolate abode of unhappiness today. The wine, the wine containers, the wine cups – all have their heads bowed with regret and disappointment.
mai-kadaa = tavern, wine shop
gham-kadaa = home of sadness
hai = is
tere = you, your
bagair = without
sarnigoon = sorry, regretful, ashamed
sheeshaa = jug, container of wine
sharaab = wine
hai = is
aaj = today
zindagi jis mein saans leti thhee
wo zamaanah khayaal-o-khwaab hai aaj
The time when life used to breathe easy, the breath of happiness, today that time is but wisp of imagination.
zindagi = life, existence
jis mein = in which
saans = breath of life
leti thhee = used to take
wo = that
zamaanaa = time, era, epoch
khayaal = thought, idea, notion, concept
khwaab = dream, reverie
hai = is
aaj = today
mit gaye dil ke wal'waleh 'seemaab'
khatm afsaanaa-e-shabaab hai aaj
The bubbling passions of the heart are laid to waste today and the story of youth is but a legend of the past now.
mit = destroy, demolish
gaye = gone, went
mit gaye = ruined, devastated, laid waste
dil = heart
ke = of
wal'waleh = bubbles, rising emotions, fervor, passion
khatm = finished, ended
afsaanaa = story, tale, narrative, legend
shabaab = youth, prime of life
hai = is
aaj = today