- 歌词
- 专辑列表
- 歌手介绍
Prateek Kuhad
-
Tum Jab Paas
Kitne vaade, kitni baatein baaki hain Kitne din aur, kitni raatein baaki hain In parchhaiyo se badal bhi jau toh Mai befikar hu, madhosh ho bhi jau toh
Tum jab paas aati ho Palko se muskurati ho Havaaye bhi gungunati hai Tum jab paas aati ho
Uljhi nazare kaise anjaan sheheron me Saari kasme behti yaado ki lehro me Iss geherai se bekhabar ho jau toh Mai befikar hu, madhosh ho bhi jau toh
Tum jab paas aati ho Palko se muskurati ho Havaaye bhi gungunati hai Tum jab paas aati ho
Kho jaane ki zidd na karo 更多更详尽歌词 在 ※ Mojim.com 魔镜歌词网 Khwaaish hai ye dil ki Raaho ko nazar mei rakho
Mai bhi toh laut aunga Havaao sa gungunaunga
Kitne vaade, kitni baatein baaki hain Kitne din aur kitni raatein baaki hain
Tum jab paas aati ho Palko se muskurati ho Havaaye bhi gungunati hai Tum jab paas aati ho
Tum jab paas aati ho Tum jab paas aati ho Tum jab paas aati ho Tum jab paas aati ho
-
|