魔鏡歌詞網
魔鏡歌詞網 > 歐美歌手 > Yeshua Band > Hum Gaye Hosanna (Acoustic Version)

Yeshua Band



歌詞
專輯列表

Yeshua Band

Hum Gaye Hosanna (Acoustic Version)

Yeshu mashi tere jesa hai koi nahi
tere charno mai jhuke aasman
aur mahima gaye zaamee
hum gaye hosanna
tu raja o ka hai raja
Teri mahima hoye sada
tu hai prabhu hummara khuda

pyare pita tune humse ittna pyaar kiya
humme paapo se churane ko
apne bete ko kurbaan kiya
hum Gaye hosanna
tu raja o ka hai raja
Teri mahima hoye sada
tu hai prabhu humhara khuda

更多更詳盡歌詞 在 ※ Mojim.com 魔鏡歌詞網
pabitra aatma sath hai tu humare sada
Teri raaho pe humhko chala
aur yeshu ke jesa banaaaa
hum Gaye hosanna
tu raja o ka jai raja
Teri mahima hoye sada
tu hai prabhu humhara khuda
hum Gaye hosanna
tu raja o ka hai raja
Teri mahima hoye sada
tu hai prabhu humara khuda
tu hai humara khuda
tu hai prabhu humara khuda...