魔鏡歌詞網
魔鏡歌詞網 > 歐美歌手 > K.L.Saigal > Ghazals of K.L.Saigal - Vol-5 > Duniya Men Hoon

K.L.Saigal



歌詞
專輯列表

K.L.Saigal

Duniya Men Hoon

Song- Duniya mein hoon duniya ka talabgaar nahin hoon (Non Film) (1940s)Singer-K L Saigal, Lyrics-Seemaab Akbarabadi, MD-K L Saigal
duniya mein hoon duniya ka talabgaar nahin hoon
bazaar se guzra hoon kharidaar nahin hoon
bazaar se guzra hoon kharidaar nahin hoon
bazaar se guzra hoon kharidaar
duniya mein hoon duniya ka talabgaar nahin hoon
bazaar se guzra hoon kharidaar nahin hoon
bazaar se guzra hoon kharidaar nahin hoon
zinda hoon magar zeest ki lazzat nahin baaqi
har chand ke hoon hosh mein hoshiyaar nahin hoon
har chand ke hoon hosh mein hoshiyaar nahin hoon
duniya mein hoon duniya ka talabgaar nahin hoon
is khaanah e hasti se guzar jaaungaa be-laus
ayyy is khaanah e hasti se guzar jaaungaa be-laus
saayaa hoon fakat naqsh ba-deewaar nahin hoon
saayaa hoon fakat naqsh ba-deewaar nahin hoon
duniya mein hoon duniya ka talabgaar nahin hoon
wo gul hoon khizaa ne jisey barbaad kiyaa hai
wo gul hoon khizaa ne jisey barbaad kiyaa hai
uljhoon kisi
uljhoon kisi daaman se main wo khaar nahin hoon
uljhoon kisi daaman se main wo khaar nahin hoon
duniya mein hoon duniya ka talabgaar nahin hoon...

duniya mein hoon duniya ka talabgaar nahin hoon
bazaar se guzra hoon kharidaar nahin hoon
(For now) I belong in this world, and yet I have no desire to partake anything from it. I am a wanderer, passing through the marketplace (of life), but I will not buy / acquire anything from here. The poet is focusing on the futility of any kind of desires; desires make us accumulate possessions / people that eventually are the seed of misery in life.
Duniya = this world / this life
Talab = desire, want; talabgaar = one who has desires
Kharidaar = buyer, one who transacts to obtain, and to possess
zinda hoon magar zeest ki lazzat nahin baaqi
更多更詳盡歌詞 在 ※ Mojim.com 魔鏡歌詞網
har chand ke hoon hosh mein hoshiyaar nahin hoon
I am alive but the delights and pleasures of life are meaningless for me. Each instance of my existence I am aware of what I am and where I am, but my senses are not attending to this world. The context of this second line is not having a desire to manipulate through cleverness. (see below)
Zinda = alive
Magar = but, however
Zeest = life
Lazzat = this word comes from another word, lazeez, which means excellent to taste. Lazzat is the delight / pleasure of tasting.
Nahin baaqi = remains no more
Hosh = a state of being aware, conscious, sentient, informed
Hoshiyaar = hoshiyaar literally is to be in hosh, as described above. The poet however is using this word in a slightly different context. Hoshiyaar also means clever, shrewd, astute, possessing the ability to manipulate, maneuver, influence. 'Hoshiyaar nahin hoon' means to not exercise influence or not to manipulate. Again pointing to the absence of desires to influence or to manipulate.
is khaanah e hasti se guzar jaaungaa be-laus
saayaa hoon fakat naqsh ba-deewaar nahin hoon
The soul will pass through (life) this mortal body without gain. I am(the body) just a shadow, which leaves no impression(No. impact on the scheme of things, so as to say).
Khaanah = compartment, dwelling, house
Hasti = existing, to be
Khaanah e hasti = a dwelling of existence, this body
Be-laus = (am not able to put down a literal meaning; request help from friends with knowledge of Urdu)
Saayaa = shadow, apparition
Fakat = just, only
Naqsh = engraving, imprint
Ba-deewaar = on the wall (or in stone)
wo gul hoon khizaa ne jisey barbaad kiyaa hai
uljhoon kisi daaman se mein wo khaar nahin hoon
I am that flower which has decayed in autumn. And I am not a thorn that may get entangled in a garment. The poet is pointing to the fact that a decayed flower is of no one's interest, no one will pick it up. And a thorn will entangle itself with others, even if they do not want to. In the autumn of life, I am a decayed flower no one wants to bother with. And I am not prone to get entangled with others. Both ways – a blissful detachment.
Gul = flower
Khizaa = autumn, decay
Barbaad = destroyed, disseminated
Uljhoon = get entangled
Daaman = the flow part of a skirt or other garment
Khaar = thorn.



所有評論 ( 1 )
Bhai
Lovely and intelligently put.